Shahrukh Khan Yun hi Chala Chal Letras:Hariharan: Yunhi chala, chal raahi -2 Kitni haseen
hai ye duniya Phool saare jamele, dekh phoolon ke
mele Badi rangeen hai duniya Rum tum taana na nak
tum tum taana na -3 bhaiya Kailash:
Hmm…aa…aa…aa…
Udit: (Ye raasta hai keh raha ab mujhse Milne ko
hai koyi kahin ab tujhse) -2
Kailash: Ho…oh ho ho ho ho…ho ho ho ho ho…
Udit: Dil ko hai kyun ye betaabi Kis se mulaaqaat
honi hai Jis ka kabse armaan tha Shaayad wahi baat
honi hai
Kailash: Yunhi chala, chal raahi -2 Jeevan gaadi
hai samay paiya Aansoon ki nadiya bhi hai
Khushiyon ki bagiya bhi hai Rasta sab tera takke
bhaiya
Udit: Yunhi chala, chal raahi -2 Kitni haseen hai
ye duniya Phool saare jamele, dekh phoolon ke mele
Badi rangeen hai duniya Udit: Hey na na na hey
na na na Hey hey hey eh hey… Dekho jidhar bhi in
raahon mein Rang pighalte hain nihaagon mein
Thhandi hawa hai thhandi chhaaon hai Door woh
jaane kiska gaaon hai Baadal ye kaisa chhaaya Dil
ye kahaan le aaya Sapna ye kya dikhlaaya hai
mujhko
Kailash: Har sapna sach lage, jo prem agan jale
Jo raah tu chale apne mann ki Har pal ki seeb se
moti hi tu chune Jo sada tu sune apne mann ki
[Más Letras en es.mp3lyrics.org/Izvd]Udit: Yunhi chala, chal raahi -2
Hariharan: Kitni haseen hai ye duniya
Udit: Phool saare chamele, dekh phoolon ke mele
Badi rangeen hai duniya
Udit: Mann apne ko kuch aise halka paaye Jaise
kandho pe rakha boj hat jaaye Jaise bhola sa
bachpan phirse aaye Jaise barson mein koyi ganga
nahaaye
Kailash: Jaise… barson mein, koyi ganga nahaaye
Udit: Khul sa gaya hai ye mann Khul sa gaya har
bandhan Jeevan ab lagta hai paawan mujhko
Kailash: Jeevan mein preet hai, honton pe geet
hai Bas yehi jeet hai sun le raahi Tu jis disha
bhi jaa, tu pyaar hi loota Tu deep hi jala, sun le
raahi
Udit: Yunhi chala, chal raahi -2 Kaun ye mujhko
pukaare Nadiya pahaad jheel aur jharne, jangal aur
waadi In mein hai kiske ishaare
Udit & Hariharan: Yunhi chala, chal raahi -2
Kitni haseen hai ye duniya Phool saare jamele,
dekh phoolon ke mele Badi rangeen hai duniya
Kailash: (Ho…aa…aa…)
Udit: Ye raasta hai keh raha ab mujhse Milne ko
hai koyi kahin ab tujhse
Hariharan: Rum tum taana na nak tum tum taana na
-3 bhaiya Kailash: Sa Ni Sa Ga Ga Ga Sa Ma Ma Ma
Re Re Re Udit: Sa Ni Sa Sa, Sa Ni Sa Sa
Kailash: Sa Ni Sa Ga Ga Ga Sa Ma Ma Ma Sa Pa Pa Pa
Udit: Sa Ni Sa Sa, Sa Ni Sa Sa Hariharan:
Yunhi chala… chal raahi Udit: Sa Ni Sa Sa, Sa Ni
Sa Sa Hariharan: Kitni haseen hai ye duniya...
Letras: Yun hi Chala Chal Shahrukh Khan [final]